Mai aksar unnhe hasa deta hu khusio ko thodi badha deta hu aasuwo ka hona unka ghata deta hu , ha mai unhe thoda hasa deta hu ! Unki kismat ko do pal ke liye bahla deta hu , Mai aksar unnhe hasa deta hu anmol hai kitni hasi unki bata deta hu , kitne hai kayal unke ye smjha deta hu , kimat nahi hai kam unki ye bhi batla deta hu , ha mai unhe thoda hasa deta hu ! ha mai unhe thoda hasa deta hu ! ------- Ajink
bhot dino bad aayi yad gaon ki , kheto me lahrati chhimi aur sag ki , sondhi mitti aur us anurag ki , dosto ke sath bhagna aur thandi wali aag ki ! bhot dino bad aayi yad engine ke awaz ki , nahar me tairne aur pokhre wale nav ki , bhajan mandali aur jagrat ki , hockey wale dosto ke sath ki ! bhot dino bad aayi yad gud ke ras ki , tapti garmi aur suraj ke attahas ki , vidhayak ke aam ki , chori chupke bhagne ke ahsas ki ! - ajink
एक्की में एक है हरी का नाम, रचल सकल संसारा जी। दुक्की में दुई चांद सूरज, रैन किया उजियारा जी। तिक्की में तीन लोक है, मख्खन खाने वाला जी। चौके में चार दिशाएं , पूर्व ,पश्चिम, उत्तर, दक्षिण। पंजी में पांच पाण्डव , दुर्योधन को है मारा जी। छक्का तेरा छूट गया, दिल किस्पे मत हारा जी। सत कहूं सतवेद बना है, वेद को जानने वाला जी। अथ्ठा में अठभूजी भवानी, विंध्याचल पहाड़ा जी। नौवें में नवरत्न बना है, धरती और आसमाना जी। दशो शिस रावण कट गए, उदे राम ने मारा जी। Vicky
Comments
Post a Comment